@Fatimamuhamt
Agar iss logic ko dekha jae to kya Allah ne african, keya wagera ko nahi banaya? Kahin kaale kahin gore, kahin kam kahin zyada khubsurat. Usne to banaya he lekin pakistan ki girlz ke khasiyat kya he. Whats the speciality. Boliye mera shart laga hua he.