@somya1212_
Ye aaina bhi huzoor kya Kamal ki chiz hai
Na jaane kitne khoobsurat chehro ko dekhne ka saubhagya prapt hota h ise
Aur ye kambakht dil ka aaina hai jo bas tumhe yaadon me dikha sakta hai
Afsos har kisi ko apne pasandeeda shaks ko dekhne ka saubhagya prapt nai hota h